poem , mask, covid -19 , pandemic ,original
Aaj subah nikal padi, mai liye apne do pairo ka sath subah ki khushboo mai thi kuch alag hi baat ;
Par kuch to ajeeb tha , kuch to alag
jisse mai thi ekdum anjaan .
Dikhte hi do char log ,samjhi kya hai alag aur kya hai khas
Nahin hain ye wo din , jinke liye aaj hum ho rahe hain Udaas .
Lag rahi thi mai kuch alag ,Mano kisi dusri duniya se aayi hun
Bhul gayi thi Mai apna "MASK ", Jisme aata nahi mujhe "SHWAAS"
Bhari man se uthate hue apne kadam wapis
laut gyi mai ghar kyunki ," samajh gyi thi ki kya kiya h maine "Apradh"
Like this:
Like Loading...
Tags: Covid 19,
emotions,
life,
mornings,
myquotes,
original,
poem,
poetry,
poets,
slices of life,
sunrise